yeh mera basta hai- yahan kuch 'main' sa basta hai. main, ek 'woh' ko tarasta hai, par woh bas main par hansta hai- aur ye jo mera basta hai woh us hi main ka rasta hai..